Welcome to My New Life Blog
paheli
kal baithi thi mai sunahari dhoop mei soch rahi thi k zindagi kya hai sochte soche waqt guzra …. bahut sochne k baad jawab mila k zindagi ek paheli hai jisne suljha li usko jita deti hai jo ulajh gaya use uljha hi deti hai fir maine socha k kyu nahi hoti zindagi sabki ek…
zindagi kya wakai gulzar hai
zindagi… kehne ko chhota sa shabd lekin uske maayne bilkul alag… kisi k liye zindagi bahut asaan hai kisi k liye bahut mushkil… kisi ko koi chiz paane k liye mehnat nahi karni padti.. or kisi ki poori zindagi nikal jaati hai ek chhoti si tamanna ko poora karne k liye… zindagi hai meharbaan ho…
Follow My Blog
Get new content delivered directly to your inbox.